Hello Friends, Kaise hai aaplog? I hope aap sob log thik honge. Aj hum iss article mai sekhenge ke DCA Ka full form kya ha our uske sath DCA kya ha uske bare mai ve detail mai bat korenge. So, aap iss article ko last lok jourur pordhe.
Full Form DCA:
DCA ka full form “Diploma In Computer Application” Hai. Bohot sare log internet pe search korte rohte hai ke DCA Full form, Full form DCA but jo ve student iss word ko kahe dosto se ya kahe pe lekha huwa dekhta ha to iss DCA full form ko janne ke lea utsuk rahte hai. ishe ke karon humne aap logo ke DCA ke Topic ko Detail mai lekha hai.
DCA Kya hai?
Dosto, aap logo ne DCA full form to jaan lea but kea aap jante hai ke ye kea ha? Agor aap nahe jante to koi bat nahe. Hume follow korte jaye.
DCA (Diploma in computer Application) ek Computer course hai. Jo ke ye 6 Months ka ek course hai. Aap isko kahe pe ve kor sokte hai. Bohot dare free or paid institude ha india pe jo ke aap ashanne se iss course ko attemp kor sokte hai.
DCA course pe aap logo ko computer ke basics sekhai jate hai. jaise ke Typing, Microsoft office package ( Word, Excel, Power Point), Picture ye sob sekhate hai.
Yeh ek powerful computer course hai jo ke ye course aapko Government job ve logwa sokta hai. ajkol dekha jaye to sove government job ke lea computer ke knowledge or DCA certificate hona joruri hai.
Bohot log nahe jante DCA Ke pahle ve ek course ata hai usko CCA yane “Certificate of Computer Application” Kaha jata hai.
CCA basically ek certificate course hai jo ke 3 months ka hota hai. Bohot se student CCA korne ke badhe DCA ka course korta hai. Kyuki hum basic se sob kus clear sor payen.
DCA Course ke jankari:
DCA Couse ke bat kore to bohot logo ke mon mai sawal ata hai ke hum ye couse kob kor sokte hai? Bohot sare Institutes Iss course ka minimum education qualification 12 passed mangte hai but bohot logo ka kahna ha ke ye 10th pass ke bad ve kor sokte hai.
Agor Aap iss couse ko korke bad mai atche job pana sahe to wo ve option apke kea hai. DCA course ko korne ke bad hum advance course ve kor sokte hai. Usko ADCA yane Advance Diploma in computer Application kaha jata hai. Iss course pe aap logo ne DCA course pe jo ve sekha uska Advance pe sekhne ko melaga.
ADCA Full Form Advance diploma in computer application. Iske bad aap Degree ve le sokte hai Like BCA or Masters pe MCA korke ek atche position pe atche job le sokte hai.
DCA Course ka Syllabus:
Syllabus ke hesab se ye couse kese ne one year ka two semaster mai devide kea hai but asleat mai ye 6 Months ka Diploma course hai. DCA Couse ka syllabus hai-
- Fundamentals Of Computers
- MS Office ( Word, Excel, PowerPoint)
- Typing
- HTML (Web designing)
- C Programming.
Alog Instutudes ke kahna hai ke ye ek one year ka course hai or wala pe 2 semester pe divide kea jata hai our uska syllabus hai-
First Semester:
- Fundamentals Of Computers.
- MS Office ( Word, Excel, PowerPoint).
- Typing.
- Internet and MultiMedia.
- Graphics Designing.
Second Semester:
- Web Designing.
- Telly.
- C programming.
- C++.
Friends or ek bat aap logo ko bata dena sahta hu ke Bohot log ye bolte hai ke ye koi kam ke course nahe hai. kahe sun ne ko ve aya ha ke ye diploma aapko paise deke ve le sokte ho. Laiken ye bat nahe hai. Ye ek students ke lea compter sekhne ke lea bohot he atch course hai.
Iss course ka our ek faida ye hai ke baki computr course mai aap state governemt job ke alawa kese or job pe iss certificate ko deke job apply kor sokte ho. jo ki baki ke ka couse mai state job pe he apply korne ka permission deta hai. Jo ke iss course se aap logo ko he faida hai.
Our DCA course ko Korne ke bad aap koi state government or Central Government job pe add korke Apply Kor skte ho.
Conclusion:
I hope aap logo Ko DCA ka full form kea ha our DCA kya hai uska jankari Mil gya hai. Agor aap ve iss course ko korna sahte ho to kese ve state ke institude pe jaki iss course ko attend kor sokte ho. Agor aap logo ko Full form DCA our iske related koi question ha to comment section pe jorur bataye. Aj ke lea bos itna he tha agor iss article helpful laga to share korna na bhule thanks.